Hello friends, (FOR qawwali lovers)
Aaj main aapko ak qawwali k bare main batana chahta hu... Jeh qawwali nusrat fateh ali khan g ki he,,,
Dosto mainne bhut search kiya tha lekin qawwali ki notation muje khi nhi mili. Is liye main is qawwali ko harmonium k upar bajaea to aapko notation dene ka shocha.
Main kai aur v notation post karonga. But jo aaj hamm sikne ja rahe he.,vo ak qawwali or song, or gazzal he.
Sanso ki mala pe simron main pi ka naam.
Is ki audio aap internet k jarie app download kar sakte hain. To chalo main consept par aate hain.
Is ki sargam ese he.....
Sanso ki mala pe..
S R , G(k) R G(k) R S.
SIMROON, MAIN
S R M , R
Pi, ka, naam
S, N, D(k) S.
Aapne aap se parde karke
S G(K) D(K) D(k) D(k) D(k) D(k)
Ho gayi main badnaam
D N, D P, M P.
sanso ki............
aap ki knowledge k lie bata do k (k) ek sign kiyo he jis swar k upar esa (k) he vo komal swar hota he... Is
Qawwali ka raag darbari he sabi G.. And D... Swar komal hi use hote hain baki k shud swar he...... Ik N.... Swar he jo komal hi use kiya jata he....
Antra is type he.
Prem k rang main
S G(K) P D(K) S, N
EASI DUBI.
N(K) D(K), N(K) P, R P M.
BAN GAYA EK HI ROOP.
R, M N(k) D(k), D (k) D(k) P, P.
Apne aap se parede karke.............
Antra is type he.
Prem k rang main
S G(K) P D(K) S, N
EASI DUBI.
N(K) D(K), N(K) P, R P M.
BAN GAYA EK HI ROOP.
R, M N(k) D(k), D (k) D(k) P, P.
Apne aap se parede karke.............
...... Is ko bajaooo... And main kuj aur qawwali, punjabi song k notation or sargam v post karonga.... Thanks..... Koi question ho to comment main likh dena.....